• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Apne Aapko Sab Kuchh Samajh Le

Jo Apne Aapko Sab Kuchh Samajh Le

abid-akhtar

jo apne aap ko sab kuchh samajh le

na jaane aap ko kab kuchh samajh le

mukarrar is liye samjha raha huun

bahut mumkin hai vo ab kuchh samajh le

nasihat ka tujhe tab haq milega

tu apne aap ko jab kuchh samajh le

dua ke baad bhi ye iltija hai

ziyada kah gaya ab kuchh samajh le

yahan sab kuchh kise hasil hua hai

jo hasil hai use sab kuchh samajh le

taghaful ko na itna kaam men la

guzar jaegi ye shab kuchh samajh le

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kahne Ko Yahan Jine Ka Saman Bahut Hai

pahaD Hone Ka Sara Ghurur Kanp uTha

Mere Liye to Ye Saneha Bhi Naya Nahin Tha

bushra-ejaz

Meri Raat Mera Charagh Meri Kitab de

Sheikh Saadi

Story 24 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet