• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Salamat Aae Hain Phir Uske Kucha-O-Dar Se

Salamat Aae Hain Phir Uske Kucha-O-Dar Se

salamat aa.e hain phir us ke kucha-o-dar se

na koi sang hi aaya na phuul hi barse

main agahi ke ajab mansabon pe faa.ez huun

ki aap apna hi munkir huun apne andar se

na jaane kis ko ye e.azaz-e-fan mila hoga

tamam shahr men bikhre hue hain patthar se

ab is ke mauj-o-talatum men Dubne se na Dar

guhar bhi tujh ko mile the usi samundar se

ye ehtimam-e-charaghan bhi kis kamal ka hai

diye jale hain to main bujh gaya huun andar se

ajab saman tha ki ab tak hain zaḳhm zaḳhm ankhen

main kor-chashm bhala agahi ke manzar se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ye jhuT Hai Ki bichhaDne Ka Usko Gham Bhi Nahin

poet

Surat Ka Apni Yar Parastar Tha So Hai

aleena-itrat

Sare Mausam Badal Gae Shayad

majrooh-sultanpuri

Su-E-Maqtal Ki Pae Sair-E-Chaman Jate Hain

KHWAJA MUINUDDIN CHISHTI

dar Jaan Chu Kard Manzil Jaanan-e-Ma Mohammad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet