• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sakin Hai Koi Aur Watan Aur Kisi Ka

Sakin Hai Koi Aur Watan Aur Kisi Ka

abdul-wahab-sukhan

sakin hai koi aur vatan aur kisi ka

ye ruuh kisi ki hai badan aur kisi ka

surkhi hai kaho ki mire har sarv-o-saman men

padhta hai qasida ye chaman aur kisi ka

taskin ka baais hai kisi aur ka pahlu

ehsas dilati hai chubhan aur kisi ka

aina samajhte hain tujhe sab ye alag baat

hai tujh men magar aina-pan aur kisi ka

ye pyaar ka jazba tire kuchh kaam to aae

mera nahin banta hai to ban aur kisi ka

kahte hain sukhnavar mujhe nisbat se tiri sab

rahta hai mire lab pe ‘sukhan’ aur kisi ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

obaidullah-aleem

Main Kaise Jiyun Gar Ye duniya Har Aan Nai Taswir Na Ho

Ishq Mein Kaun Bata Sakta Hai

Baadal Ki Tarah Ranj-Fishani Karen Hum Bhi

Ek Mehman Ka Hijr Tari Hai

Raushni Subh Ki Ya Shab Ki Syahi Denge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet