• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sahra Ki Tarah Shahr-E-Wafa Hai Ki Nahin Hai

Sahra Ki Tarah Shahr-E-Wafa Hai Ki Nahin Hai

poet

sahra ki tarah shahr-e-vafa hai ki nahin hai

har sahib-e-dil abla-pa hai ki nahin hai

pahchante hain log tire naam se mujh ko

ab tera pata mera pata hai ki nahin hai

taskin ke lamhat ko tarsi hui duniya

halat se har chand ḳhafa hai ki nahin hai

namus-e-vatan luTne valon ke liye bhi

ya-rab koi a.in-e-saza hai ki nahin hai

is zulf ke saa.e men ye ehsas jala.e

hanste hue sahra pe ghaTa hai ki nahin hai

jis husn ka partav miri taqdir badal de

vo mere liye zill-e-huma hai ki nahin hai

‘nusrat’ main isi fikr men rahta huun pareshan

insan ko haqiqat men fana hai ki nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-nadeem-qasmi

Ladkiyan Chunti Hain Gehun Ki Sunahri Baaliyan

Na Rasta Na Koi Dagar Hai Yahan

Lillah Koi Koshish Na Kare Ulfat Mein Mujhe Samjhane Ki

mubarak-azimabadi

Ya dur Mera Hijab Kar de

wajid-ali-shah-akhtar

Pada Hai Panw Mein Ab Silsila Mohabbat Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet