• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sahra Base Hue the Hamari Nigah Mein

Sahra Base Hue the Hamari Nigah Mein

sahra base hue the hamari nigah men

ḳhema laga na paa.e ham ab-o-giyah men

sadiyan hamari raah ko roke khaḌi rahin

aur zindagi guzarti rahi sal-o-mah men

bas jaate ham kahin bhi samundar ke darmiyan

aaya magar na koi jazira hi raah men

ik baar haath lag ga.e us andhi bhiiḌ ke

vapas na lauT paa.e ham apni panah men

vaqt aur maqam se na kabhi ham guzar sake

guzre maqam-o-vaqt faqat rasm-o-rah men

kuchh der zer-e-pa jo Thaharti koi zamin

ham bhi qayam karte kisi ja.e-gah men

‘betab’ pastiyon se nikal hi na paa.e ham

kya kya bulandiyan thiin hamari nigah men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Laghar Hain Jism Rang Hain Kale Pade Hue

Muhit Misl-E-Asman Zamin-E-Fikr-O-Fan Pe Hun

poet

Kaisa Hi dost Ho Na Kahe Raaz-E-dil Koi

poet

Kis Ko Sunaun Haal-E-Gham Koi Gham-Ashna Nahin

majrooh-sultanpuri

Jab Hua Irfan To Gham Aaram-E-Jaan Banta Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet