Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
poet

Gardish-E-Chashm-E-Yar Ne Mara

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Bekhud Badayuni
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

gardish-e-chashm-e-yar ne maara

daur-e-lail-o-nahar ne maara

mar raha huun magar nahin marta

khalish-e-intizar ne maara

sakht-jani miri jo sun paai

dam na phir tegh-e-yar ne maara

vasl men bhi ye muztarib hi raha

is dil-e-be-qarar ne maara

ham to jiite abhi magar ‘bekhud’

sitam-e-rozgar ne maara

More Poems

Sae Ki Khamoshi

Bas Lamhe Bhar Mein Faisla Karna Pada Mujhe

Chautha Aadmi

duniya Mein Suragh-E-Rah-E-duniya Nahin Milta

Har Tanz Kiya Jae Har Ek Tana diya Jae

Aaina Ab Juda Nahin Karta

daur Uftadgi

Hum Aalam-E-Khwab Mein Hain Ya Hum Hain Khwab

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.