• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rah Ke Makkaron Mein Makkar Hui Hai Duniya

Rah Ke Makkaron Mein Makkar Hui Hai Duniya

rah ke makkaron men makkar hui hai duniya

mere dushman ki taraf-dar hui hai duniya

paak daman thi ye jab tak thi mire hujre men

chhoḌ ke mujh ko gunahgar hui hai duniya

ain mumkin hai ke bad-nam mujhe bhi kar de

meri shohrat se jo bezar hui hai duniya

tu nahin tha to ye raunaq bhi kahan thi pahle

tere aane se hi gulzar hui hai duniya

apni palkon se jhaTakte hue kuchh ḳhvabon ko

le ke angḌa.iyan bedar hui hai duniya

kuchh dinon se ye ḳhabar guunj rahi hai ‘mohsin’

ek sha.ir ki talabgar hui hai duniya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abrar-azmi

Zamin Pe Aag Falak Par dhuan dikhai diya

Ho Kabhi Gar Tujhko Dariya Ki Rawani Dekhna

Baadal Ki Tarah Ranj-Fishani Karen Hum Bhi

Zindagi Kahe Koi Tishnagi Samajh Lena

Aankhen Zamin Aur Falak Dastkar Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet