• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sahil Ke Talabgar Bhi Kya KHub Rahe Hain

Sahil Ke Talabgar Bhi Kya KHub Rahe Hain

poet

sahil ke talabgar bhi kya ḳhuub rahe hain

kahte the na Dubenge magar Duub rahe hain

tu laakh rahe ahl-e-mohabbat se gurezan

ham log tire naam se mansub rahe hain

dekha hai mohabbat ko ibadat ki nazar se

nafrat ke avamil hamen ma.ayub rahe hain

lamhon ke liye ek nazar un ko to dekho

sadiyon ki salibon pe jo maslub rahe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Aane Ke Un Ke Bahane Bhi Dekhe

Hum Zarre Hain KHak-E-Rahguzar Ke

Sadiyon Ki Shab-E-Gham Ko Sahar Humne Banaya

Puchhen Wo Kash Haal Dil-E-Be-Qarar Ka

Mahrumi Ke Dukh Aur Tanhai Ke Ranj uThae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet