• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Safed Raat Ko Din Ki dhaDak Samajhte Hain

Safed Raat Ko Din Ki dhaDak Samajhte Hain

safed raat ko din ki dhaḌak samajhte hain

charagh jaise hava ki lapak samajhte hain

dikha rahe hain vahi jo pasand hai mujh ko

ki aa.ine mire dil ki kasak samajhte hain

ye bartanon se chhalakti hui udasi hai

jise ham ek badan ki khanak samajhte hain

labon ke zahr ko chakhne ki kya zarurat hai

faqir aankh men phaili chamak samajhte hain

tumhare baad samajhne lage hain sab ‘irshad’

ḳhushi ke za.iqe gham ki mahak samajhte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phul the Baadal Bhi Tha Aur Wo Hasin Surat Bhi Thi

poet

Ada-Shanas Tera Be-Zaban Nahin Hota

abid-malik

Ye Kar-e-Khair Hai Isko Na Kar-e-Bad Samho

ahmad-hamesh

Raste Mein Sham Ka Muqaddar Hona

poet

Maqbara Ban Jae KHud Meamar Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet