• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Safar Mein Rah Ke Aashob Se Na Dar Jaana

Safar Mein Rah Ke Aashob Se Na Dar Jaana

safar men raah ke ashob se na Dar jaana

paḌe jo aag ka dariya to paar kar jaana

ye ik ishara hai afat-e-na-gahani ka

kisi jagah se parindon ka kuuch kar jaana

tumhara qurb bhi duuri ka isti.ara hai

ki jaise chand ka talab men utar jaana

tulu-e-mahr-e-daraḳhshan ki ik alamat hai

uTha.e sham-e-yaqin us ka daar par jaana

ham apne ishq ki ab aur kya shahadat den

hamen hamare raqibon ne mo’tabar jaana

har ek shaḳh ko pahna gaya numu ka libas

safir-e-mausam-e-gul ka shajar shajar jaana

ham apni sada-dili men bhi be-misal rahe

jo ham-safar bhi na tha us ko rahbar jaana

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abu-mohammad-sahar

Zindagi Khak-Basar Shola-Ba-Jaan Aaj Bhi Hai

Har Su Mausam Nur Pe Tha Jab Miladon Sat-Sangon Ka

poet

Duniya Apni Manzil Pahunchi Tum Ghar Mein Bezar paDe

Is Jahan Pe Haal-E-Dil Aashkar Karna Hai

Raushni Ban Ke Andhere Pe Asar Humne Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet