• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Meri Aahon Mein Aanch Kaisi Ye Taw Kaisa

Ye Meri Aahon Mein Aanch Kaisi Ye Taw Kaisa

ye meri aahon men aanch kaisi ye taav kaisa

dahak raha hai ye mere andar alaav kaisa

ye aag kaisi dil-e-hazin men lagi hui hai

ye ansuon ka hai janib-e-dil bahav kaisa

ye kaun ham ko falak se paiham bula raha hai

hai is jahan men ye roz ka chal-chalav kaisa

mohabbaton men rava nahin hai ye vaz.a-dari

bane ho ashiq to ishq men rakh-rakhav kaisa

jab ashk ankhon ki had ke andar hi maujzan hain

to phir ye ankhon ke sahilon men kaTav kaisa

koi to hai jo mujhe Thaharne ko kah gaya hai

safar men ‘tasir’ varna aisa paḌav kaisa

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nazeer-akbarabadi

Buton Ki Kakulon Ke dekh Kar Pech

ismail-merathi

Burhan-O-dalil Ain Gumrahi Hai

ahmad-mahfuz

Sar-Ba-Sar Paikar-e-Izhaar Mein Lata Hai Mujhe

KHizan Mili Abhi Tak Kahin Bahaar Mile

Main Hun Wahshat Mein Gum Main Teri Duniya Mein Nahin Rahta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet