• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Safar Ki Ibtida Hui Ki Tera dhyan Aa Gaya

Safar Ki Ibtida Hui Ki Tera dhyan Aa Gaya

saleem-kausar

safar ki ibtida hui ki tera dhyan aa gaya

miri zamin ke samne ik asaman aa gaya

ye faisla hua miri shanakht aina kare

magar ye kis ka aks hai jo darmiyan aa gaya

ajiib uljhanon men ab ke saaten guzar gaiin

nisab yaad bhi nahin aur imtihan aa gaya

hisar-e-sail-e-ab se to naav bach gai magar

hava ke haath sahilon pe badban aa gaya

nigah aur raste ke dukh to raushni se the

charagh bujh gae to mera mehman aa gaya

tiri sada pe mujh ko lautna tha jang chhod kar

magar vo ek tiir jo sar-e-kaman aa gaya

main bam-o-dar se puchh aauun koi aaya to nahin

‘salim’ raat dhal gai mira makan aa gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phir Wo Be-Samt uDanon Ki Kahani Sun Kar

Lamha Lamha Phailti Jati Hai Raat

Wo Jis Ne Mujhko taDpaya Bahut Hai

Yun Bhi Hua Ek Arse Tak Ek Sher Na Mujhse Tamam Hua

Ye honT Tere Resham Aaise

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet