• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Safar Ke Bich Wo Bola Ki Apne Ghar Jaun

Safar Ke Bich Wo Bola Ki Apne Ghar Jaun

poet

safar ke biich vo bola ki apne ghar jaun

andheri raat men tanha main ab kidhar jaun

mujhe bigad diya hai mire hi logon ne

koi khulus se chahe to main sanvar jaun

miri judai men guzri hai zindagi kaisi

ye ji men aai hai is baar puchh kar jaun

bata tu kufr ka fatva lagaega mujh par

khuda main manun tujhe aur phir mukar jaun

tu sabz jhiil ke paani men dhundta hi rahe

main chand ok men bhar luun kamal kar jaun

bala ka khauf thamaya hai ainon ne mujhe

main aks apna jo dekhun to jaise dar jaun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHushbu Ka Jism Nur Ka Paikar Badal Gaya

poet

Dasht-E-Talab Mein Kab Se Akela khaDa Hun Main

poet

Humne Aap Ke Gham Ko Ham-Safar Banaya Hai

allama-iqbal

Ram

Sadiyon Se Rah Takti Hui ghaTiyon Mein Tum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet