• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Safar Ek Dusre Ka Ek Sa Hai

Safar Ek Dusre Ka Ek Sa Hai

safar ik dusre ka ek sa hai

badan manzil nahin hai marhala hai

mire mathe pe jo tabindagi hai

fana hone se pahle ki qaba hai

main tujh ko umr saari yaad aa.uun

tire is bhulne ki ye saza hai

vo mahfil men vahi tanha.i men bhi

mujhi men aa ke mujh ko DhunDhta hai

tiri nazron se guzri rahguzar bhi

hazaron manzilon ka rasta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ba-Juz Saya Tan-E-Laghar Ko Mere Koi Kya Samjhe

Pur-Nur KHayalon Ki Barsat Teri Baaten

poet

Kya KHabar Thi Ishq Mein Aisa Bhi Ek Daur Aae Hai

Hain Aise Bad-Hawas Hujum-E-Bala Se Hum

Yaqin Hai Na Guman Hai Zara Sambhal Ke Chalo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet