• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai shaiKH Mujhko KHwahish-E-Bagh-E-Iram Nahin

Ai shaiKH Mujhko KHwahish-E-Bagh-E-Iram Nahin

poet

ai shaiḳh mujh ko ḳhvahish-e-bagh-e-iram nahin

kucha buton ka mere liye us se kam nahin

pahli si us men adat-e-jaur-o-sitam nahin

afsos ab yahi hai ki is vaqt ham nahin

haan ku-e-ghair men tire naqsh-e-qadam nahin

tujh par mira guman ḳhuda ki qasam nahin

mujh nim-jan ke qatl men taḳhir is qadar

ma.alum ho gaya tire ḳhanjar men dam nahin

naalo tumhare haath hai furqat men apni sharm

dekhen to aaj charḳh nahin hai ki ham nahin

ab-e-baqa ho mujh ko pilao jo ab-e-tegh

tum zahr bhi jo do to vo amrit se kam nahin

karta hai mujh se ahd-e-vafa to vo but magar

mujh ko kuchh e’tibar ḳhuda ki qasam nahin

mumkin nahin kahin ho Thikana ‘fahim’ ka

teri nigah-e-lutf agar ai sanam nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Visal Aise Bhi Mahnga paDega Donon Ko

Karenge choT Hawaon Pe Kargar to Ho

sahir-ludhianvi

Jo Lutf-E-Mai-Kashi Hai Nigaron Mein Aaega

Aah-O-Fariyaad Ka Asar Dekha

poet

Koi Parda Miyan-E-Ishq Hail Ho Nahin Sakta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet