• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Saf Qasid Ko Wan Jawab Mila

Saf Qasid Ko Wan Jawab Mila

imam-bakhsh-nasikh

saaf qasid ko vaan javab mila

mere khat ka yahi javab mila

aaj zarre ko aftab mila

ki mujhe saghar-e-sharab mila

kahte hain subh-dam vo dekh ke munh

ja-e-aina aftab mila

be-sabat apni bazm-e-aish jo hai

shisha-e-mai ki ja habab mila

bakht ne paai jab ki bedari

mere pa-e-talab ko khvab mila

ho gaya dil jo aabla saaqi

samjhe ham shisha-e-sharab mila

gor bhi khud rahi hai mehr ke saath

aap khush ho gae khitab mila

kab se ‘nasikh’ ye justuju hai mujhe

aaj vo khanuman-kharab mila

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hain Jalwa-E-Tan Se dar-O-diwar Basanti

ghausiya-khan-sabeen

Aankhon Mein Haya Rakh Ke Bhi Bebak Bahut The

parveen-shakir

Ashk Aankh Mein Phir Atak Raha Hai

Na Wo Dil-Dada-E-Lutf-O-Karam Hai

Hawa Ke Sath Yari Ho Gai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet