• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khwabon Ka Nashsha Hai Na Tamanna Ka Silsila

Khwabon Ka Nashsha Hai Na Tamanna Ka Silsila

abu-mohammad-sahar

khvabon ka nashsha hai na tamanna ka silsila

ab rah gaya hai bas gham-e-duniya ka silsila

abad duur duur hain viran se kuchh maqam

ye bastiyan hain ya koi sahra ka silsila

gardish men jan-o-dil hon to kyunkar mile sukun

yaaro nahin ye saghar-o-mina ka silsila

do hi qadam chale the kisi ki talash men

phir mil saka na naqsh-e-kaf-e-pa ka silsila

insan ko silsilon se milegi najat kya

duniya ke baad hai abhi uqba ka silsila

apne vajud se bhi gile par hua tamam

itna badha shikayat-e-beja ka silsila

ik shahr-e-tishna-kam men jiite hain yuun ‘sahar’

aata hai roz khvab men dariya ka silsila

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kal Tak Jo Mere Yar Tha Baqi Nahin Raha

Raegani Ka Aariza Hai Mujhe

Bas Ek Tere KHwab Se Inkar Nahin Hai

Koi Sitara-E-Shab Ya Ghubar Tha Wo Bhi

poet

Sadiyon Ka Dard Mere Kaleje Mein Pal Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet