• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Meri Yaad Ko Daman Ki Hawaen Dena

Ab Meri Yaad Ko Daman Ki Hawaen Dena

ab miri yaad ko daman ki hava.en dena

main gaya vaqt huun mujh ko na sada.en dena

saḳht be-jalva-o-be-nur hain lamhat-e-firaq

dil bahal ja.ega chehre ki ziya.en dena

hijr ki pyaas se jalte hain bagulon ke dahan

ḳhushk sahraon ko zulfon ki ghaTa.en dena

yaad aate hain javani ke junun-ḳhez ayyam

muztarib ho ke bayaban ko sada.en dena

phir qadam ku-e-malamat ki taraf uTThe hain

mire maula mire hisse ki ḳhata.en dena

jama-zebi pe tiri varna lagega ilzam

ishq ke paikar-e-uryan ko rava.en dena

us ka mujh par baḌa ehsan-e-masiha.i hai

mere yaaro mire qatil ko dua.en dena

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Abr San Har-Chand Rakkha Chashm Ko Pur-Ab Hum

Tere Aage Sar-Kashi Dikhlaunga?

sabiha-saba-1

dil Mein Aa Ja dilbar Sain

rahat-indori

Shahr Kya dekhen Ki Har Manzar Mein Jale Pad Gae

Be-Waza Shab-O-Roz Ki Taswir Dikha Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet