• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sae Majbur Hain peDon Se Utarne Ke Liye

Sae Majbur Hain peDon Se Utarne Ke Liye

saa.e majbur hain peḌon se utarne ke liye

kyuun ḳhizan kahti hai patton se bikharne ke liye

bhar ke muTThi men to le ja.egi badal ko hava

koi shab aa.egi taron se sanvarne ke liye

us ko do pal bhi mira saath gavara na hua

saath men jis ke main tayyar tha marne ke liye

kahin aisa to nahin hai ki hava ruuTh ga.i

muntazir phuul hain baghon men bikharne ke liye

kis bahane se tujhe dekhne aa.e ‘javed’

koi rasta ho tire dar se guzarne ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-hamid-adam

Aaj Phir Ruh Mein Ek Barq Si Lahraati Hai

Dil Sulagta Hai Na Ab Yaad Koi Aati Hai

Teri Jaanib Se Dil Mein Waswase Hain

Jo Dasht KHwabon Mein Aksar Dikhai Deta Hai

zahida-zaidi

Jazba-E-Be-Karana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet