• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sadgi Pahchan Jis Ki KHamushi Aawaz Hai

Sadgi Pahchan Jis Ki KHamushi Aawaz Hai

sadgi pahchan jis ki ḳhamushi avaz hai

sochiye us a.ine se kyuun koi naraz hai

be-sabab sayon ko apne lambe qad pe naaz hai

ḳhaak men mil ja.enge ye shaam ka aghaz hai

yuun hava lahron pe kuchh tahrir karti hai magar

jhuum kar bahta hai dariya ka yahi andaz hai

dekh kar shahin ko pinjre men patinga kuchh kahe

janta vo bhi hai kis men quvvat-e-parvaz hai

kyuun mughanni ke liye bechain hai tu is qadar

ai dil-e-nadan ki tu to ik shikasta saaz hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri Fitrat Haqiqat-Ashna Malum Hoti Hai

Mujhko Dushwar Hua Jis Ka Nazara Tanha

ahmad-faraz

Ajab Junun-E-Masafat Mein Ghar Se Nikla Tha

poet

Nahin Malum Kitne Ho Chuke Hain Imtihan Ab Tak

Kisi Qismat Mein Ek Ghar Nikla

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet