• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sadaqaton Ke Dahakte Shoalon Pe Muddaton Tak Chala Kiye Hum

Sadaqaton Ke Dahakte Shoalon Pe Muddaton Tak Chala Kiye Hum

sadaqaton ke dahakte sho.alon pe muddaton tak chala kiye ham

zamir ko thapthapa ke aḳhir sula diya aur ḳhush rahe ham

rida-e-giriya pe ta-qayamat nisar hote rahenge dariya

sabil-e-ḳhun-e-jigar se nadar sahilon ko bhigo chale ham

safar tha jab raushni ki janib to phir ma.al-e-safar ka kya gham

charagh ki tarah saari shab shaan se jale sub.h bujh ga.e ham

‘fuzail’ sha.er mudir naqqad sab ba-zahir the ham hi lekin

hamare andar tha aur ik shaḳhs jis se paiham laḌa kiye ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-ali-barqi-azmi

Nazar Bacha Ke Wo Humse Guzar Gae Chup-Chap

Is Samt to Mahaul Hai Pahle Se Hi bigDa Hua

Jo Dil Sath chhuTne Se Ghabra Raha Hai

khwaja-meer-dard

dil Mera Phir dukha diya Kin Ne

jigar-moradabadi

Jahl-E-Khirad Ne din Ye dikhae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet