• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raqs-E-Zamin Ko Gardish-E-Aflak Chahiye

Raqs-E-Zamin Ko Gardish-E-Aflak Chahiye

narjis-afroz-zaidi

raqs-e-zamin ko gardish-e-aflak chahiye

naqsh-e-qadam ko farsh-e-khas-o-khak chahiye

mitti to dast-e-kuza-garan men hai der se

bartan men dhalne ke liye chaak chahiye

ham aise sada-lauh se kya mangti hai ziist

is ko harif bhi koi chalak chahiye

kam-fursati ka un ki mujhe bhi lihaz hai

ahval-e-dil ko dida-e-namnak chahiye

thahre hue hain ashk havaon ki aankh men

mausam ko ab ke vahshat-e-bebak chahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Par Nigah-E-Lutf Kabhi Hai Kabhi Nahin

So Ab Tabir Ki Dhun Hai Ki Dekhe Ja Chuke Hain

Hum Ajab Silsila-E-Sair-O-Safar Rakhte Hain

Ye Gardish-E-Haalat Ye Afkar-E-Zindagi

Waqt Kya Shai Hai Pata Aap Hi Chal Jaega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet