• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sach Ko jhuT Bana Jata Hai Baz Auqat

Sach Ko jhuT Bana Jata Hai Baz Auqat

sach ko jhuuT bana jaata hai ba.az auqat

banda Thokar kha jaata hai ba.az auqat

ghar ki chhat par rim-jhim barish jalti dhuup

ye mausam bhi aa jaata hai ba.az auqat

achchhi qismat achchha mausam achchhe log

phir bhi dil ghabra jaata hai ba.az auqat

rozana tu raat ga.e ghar aata hai

shaam se pahle aa jaata hai ba.az auqat

jiit ke mujh se itna kyuun itrate ho

haar ke bhi jiita jaata hai ba.az auqat

tum ne nahaq rone ka ilzam diya

aankh men paani aa jaata hai ba.az auqat

‘manzar’ miThi baten bhi to karta hai

kaḌve bol suna jaata hai ba.az auqat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

asrarul-haq-majaz

Sarmaya-dari

poet

Kabhi Kabhi to Ye Haalat Bhi Ki Mohabbat Ne

Ek Be-Rang Se Ghubar Mein Hun

Ek Mehman Ka Hijr Tari Hai

Manzil-E-Gham Ko Par Kar Lenge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet