• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sabhi Dil-Shad Manzar chhoD Aaya

Sabhi Dil-Shad Manzar chhoD Aaya

sabhi dil-shad manzar chhoḌ aaya

safar men huun main ghar-var chhoḌ aaya

ta.alluq tishnagi se hai purana

ye socha aur samundar chhoḌ aaya

miri qurbaniyan kya puchhte ho

parinda huun aur ambar chhoḌ aaya

bhaTakne ka tha aisa shauq mujh ko

ki main daman-e-rahbar chhoḌ aaya

jahan se zindagi ki ibtida ki

usi ja maut ka Dar chhoḌ aaya

marammat men bahut ḳharcha tha sahab

main apne ḳhvab jarjar chhoḌ aaya

mujhe ‘afrang’ dukh is baat ka hai

main us ki ankhon ko tar chhoḌ aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Barq Betab Hai Tum ruKH Ki Chamak to Dekho

poet

Dil Ki Wahshat Ne Wo Diwana Banaya Mujhko

Na Koi Dost Dushman Ho Sharik-Dard-O-Gham Mera

Rasta Der Tak Sochta Rah Gaya

Sufi

Ek Yaad So Rahe Ko Uthati Hai Aaj Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet