• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sabab-E-Dard-E-Jigar Yaad Aaya

Sabab-E-Dard-E-Jigar Yaad Aaya

sabab-e-dard-e-jigar yaad aaya

ya.ani vo tir-e-nazar yaad aaya

jhilmilane lage palkon pe nujum

phir koi rashk-e-qamar yaad aaya

apni manzil ke nishan paate hi

mujh ko aghaz-e-safar yaad aaya

dekh kar aa.ina kis soch men ho

kya koi ahl-e-nazar yaad aaya

bhulne vaale taḌap uTThega

main kisi vaqt agar yaad aaya

un ki pazeb udhar guunj uThi

shor-e-zanjir idhar yaad aaya

kyon ye bikhra liye gesu tum ne

kya koi ḳhak-basar yaad aaya

ek halat men basar ho na saki

shaam ko vaqt-e-sahar yaad aaya

hil gaya qalb-e-do-alam ‘jarrar’

kaun karta hua fariyad aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Zindagi-Shanas the Sab Se Juda Rahe

Mujh Mein usMein Hijab Tha Na Raha

Siyane the Magar Itne Nahin Hum

hatim-ali-mehr

Gareban Hath Mein Hai Panw Mein Sahra Ka daman Hai

Tera KHayal Bhi Hai Waz-E-Gham Ka Pas Bhi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet