• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sab Madari Hain Tamasha Bhi Hai Koi Koi

Sab Madari Hain Tamasha Bhi Hai Koi Koi

sab madari hain tamasha bhi hai koi koi

ab unhen dekhne vaala bhi hai koi koi

meri ḳhamoshi ko tanha.i samajhne vaalo

mahfil-e-dil men to aata bhi hai koi koi

surḳh miTTi men gire aansu bane hain moti

ḳhaak se DhunDh ke laata bhi hai koi koi

hanste hanste hue aansu bhi nikal aate hain

rote rote hue hansta bhi hai koi koi

chhoḌ jaata hai to jaa.e ye hujum-e-duniya

majma.a-e-ghair se aaya bhi hai koi koi

‘mir’ to miir hai sahab to nahin hai sahab

‘mir’ ke daur men sauda bhi hai koi koi

teri duniya men mira zikr rahega ‘manzar’

surat-e-sher men dekha bhi hai koi koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kahin Sharminda Na Ho Rasm-E-Wafa Mere Baad

Zara Barish Barasti Hai Shagufe Jag uThte Hain

Sufi

Aaj Yun Mujhse Mila Hai Ki Khafa Ho Jaise

abdul-hamid-adam

Bahr-e-Alam Be-Kinara Hai

Itne Pur-Maghz Hain Dalael Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet