• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi Jaisa Lubhaungi Chali Jaungi

Zindagi Jaisa Lubhaungi Chali Jaungi

zindagi jaisa lubha.ungi chali ja.ungi

main tire ḳhvab men a.ungi chali ja.ungi

us ne dekha hi nahin azm-e-musammam mera

hijr oḌhungi bichha.ungi chali ja.ungi

ye kahani to musannif ki chalegi barson

main to kirdar nibha.ungi chali ja.ungi

main vo jugnu huun jo taron ke sahare ke baghair

bahr-e-zulmat miTa.ungi chali ja.ungi

zindagi mujh ko zara itni to mohlat dena

sham-e-ummid jala.ungi chali ja.ungi

jaan luTani bhi paḌi mujh ko vatan par jo kabhi

ḳhaak mathe pe laga.ungi chali ja.ungi

ik nazar dekh len bas ye miri ankhen tujh ko

ahd phir apna nibha.ungi chali ja.ungi

dil mira ho gaya jazbat se aari ‘mina’

ashk bhi ab na baha.ungi chali ja.ungi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Chehra Koi Mahtab Dikhai Deta

Mohabbat Ki Farawani Mubarak

Umr Bhar Isko Rahi Ek Sargirani Aur Bas

abdul-rahman-khan-wasfi-bahraichi

Kash Samajhte Ahl-e-Zamana

Koi Muzhda Na Bashaarat Na Dua Chahti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet