• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sab Ki bigDi Ko Banane Nikle

Sab Ki bigDi Ko Banane Nikle

sab ki bigḌi ko banane nikle

yaar ham tum bhi divane nikle

dhuul hai ret hai sahra hai yahan

ham kahan pyaas bujhane nikle

itni raunaq hai ki ji Dubta hai

shahr men ḳhaak uḌane nikle

in andheron men kiran jab DhunDi

sab ke hansne ke bahane nikle

koi to chiiz na.i mil jaati

dard bhi sadiyon purane nikle

chand ko raat men maut aa.i thi

laash ham din ko uThane nikle

umr barbad yunhi kar di ‘hasan’

ḳhvab bhi kitne suhane nikle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-faraz

Aankh Se dur Na Ho dil Se Utar Jaega

Kis Ne Koi Sach Likha Hai Ye Faqat Ilzam Hai

Sochiye Gar Use Har-Nafas Maut Hai Kuchh Mudawa Bhi Ho Be-Hisi Ke Liye

Rah Kar Bhi Tujhse Dur Tere Aas-Pas Hun

poet

Furqat Ki Aafat Bure din Katna Sal Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet