• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rut Barkha Ki Dhalne De

Rut Barkha Ki Dhalne De

poet

rut barkha ki Dhalne de

dil se haa.e nikalne de

patta patta phuul khila

Daali Daali phalne de

suraj bhi Dhal ja.ega

dhuup ka rang badalne de

patthar ki a.ine se

chalti hai to chalne de

nok-e-qalam ko kaghaz par

dil ka zahar ugalne de

kab tak Thokar khate jaa.en

zalim vaqt sambhalne de

chheḌ na kar ham maston se

baaba rasta chalne de

raushniyon ka maara ‘mauj’

kaise dipak jalne de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sine Mein Charagh Jal Raha Hai

ahmad-nadeem-qasmi

Andaz Hu-Ba-Hu Teri Aawaz-E-Pa Ka Tha

KHwabon Ka intiKHab Badalta Dikhai De

Kisi Shab Usko Be-Parda to Aana Chahiye Tha

Nasib-E-Chashm Mein Likkha Hai Gar Pani Nahin Hona

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet