• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / ruKH Tumhaara Ho Jidhar Hum Bhi Udhar Ho Jaenge

ruKH Tumhaara Ho Jidhar Hum Bhi Udhar Ho Jaenge

ruḳh tumhara ho jidhar ham bhi udhar ho ja.enge

tum se bichhḌenge agar to dar-ba-dar ho ja.enge

zindagani ke safar men lutf hoga tab nasib

ham-ḳhayal-o-ham-nava jab ham-safar ho ja.enge

asmanon ka safar ham tai karenge ek roz

jab hamare hauslon men bal-o-par ho ja.enge

sadgi yunhi agar laade rahe to ek din

sab tumhare apne tum se be-ḳhabar ho ja.enge

dekhna jis din unhen maqsad samajh men aa.ega

manzilon ki justuju men rahguzar ho ja.enge

paude hain urdu adab ke ab-o-dana Daliye

aane vaale kal men saa.e aur samar ho ja.enge

saaqi saghar ki zarurat hi kahan mere liye

teri ankhon ke hi pyale pur-asar ho ja.enge

vo na ja.enge kabhi ‘mahtab’ zulmat ki taraf

vaqt par anjam se vaqif agar ho ja.enge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kai Jalwe Teri Pahchan Ke Dhoke Se Nikle Hain

Ye Jo Apne KHuda Se Darte Hain

Zulf ghaTa Ban Kar Rah Jae Aankh Kanwal Ho Jae

Gila to Aap Se Hai Aur Be-Sabab Bhi Nahin

Dil Hai Ki Hamein Phir Se Udhar Le Ke Chala Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet