• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-KHud Aisa Kiya KHauf-E-Shab-E-Tanhai Ne

Be-KHud Aisa Kiya KHauf-E-Shab-E-Tanhai Ne

be-ḳhud aisa kiya ḳhauf-e-shab-e-tanha.i ne

subah se sham.a jala di tire sauda.i ne

hasb-e-mansha dil-e-pur-shauq ki baton ka javab

de diya sharm men Duubi hui angḌa.i ne

hu ka aalam hua us samt ko uḌne lagi ḳhaak

jis taraf ghaur se dekha tire sauda.i ne

qatl par mere baha.e na kisi ne aansu

daad qatil ko di ik ek tamasha.i ne

puchhne vaale bhari bazm men qatil ko na puchh

naam tera hi agar le diya sauda.i ne

mangta huun dar-o-divar se baton ka javab

aisa divana kiya hai gham-e-tanha.i ne

hijr ki raton men ‘manzar’ mire kaam aa aa ke

le liya mol charagh-e-shab-e-tanha.i ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abid-wadood

Waqt Ke Sath Zindagi Ka dukh

Sehr-E-Talab Na KHwab-E-Fusun Mujhko Mil Gaya

Jab Taaruf Se Be-Niyaz Tha Main

poet

Duaen De Ke Tumhein Lutf-E-muKHtasar Ke Liye

Rujua Karte Hue Apne Muddaa Se Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet