• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Roz KHwabon Mein Nae Rang Bhara Karta Tha

Roz KHwabon Mein Nae Rang Bhara Karta Tha

roz ḳhvabon men na.e rang bhara karta tha

kaun tha jo miri ankhon men raha karta tha

ungliyan kaaT ke vo apne lahu se aksar

phuul patton pe mira naam likha karta tha

kaisa qatil tha jo hathon men liye tha ḳhanjar

chupke chupke mire jiine ki dua karta tha

haa.e qismat ki yahi chhoḌ ke jaane vaala

umr bhar saath nibahenge kaha karta tha

phuul sa jism sulagte hue sandal ki tarah

dil ke mandir men sar-e-sham jala karta tha

vo jo ik lamha kisi yaad men kaTta tha ‘nazir’

dil ke jalte hue sho.alon ko hava karta tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Na Angiya Na Kurti Hai Jaani Tumhaari

akhtar-bastavi

Mushaheda

waseem-barelvi

Apne Har Har Lafz Ka Khud Aaina Ho Jaunga

poet

Phal Hai Us but Ki Aashnai Ka

afeef-siraj

Usne Kyun Sab Se Juda Meri Pazirai Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet