• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rind-E-KHarab-Haal Ko Zahid Na chheD Tu

Rind-E-KHarab-Haal Ko Zahid Na chheD Tu

rind-e-ḳharab-hal ko zahid na chheḌ tu

tujh ko para.i kya paḌi apni nabeḌ tu

naḳhun ḳhuda na de tujhe ai panja-e-junun

dega tamam aql ke baḳhiye udheḌ tu

is said-e-muztarib ko tahammul se zab.h kar

daman o astin na lahu men laTheḌ tu

chhuTta hai kaun mar ke giraftar-e-dam-e-zulf

turbat pe us ki jaal ka pa.ega peḌ tu

ai zahid-e-do-rang na piir aap ko bana

manind-e-sub.h-e-kazib abhi hai adheḌ tu

ye tangna.e-dahr nahin manzil-e-faragh

ghafil na paanv hirs ke phaila sukeḌ tu

ho qat.a naḳhl-e-ulfat agar phir bhi sabz ho

kya ho jo phenke jaḌ hi se us ko ukheḌ tu

jo soti bhiiḌ ba.is-e-ghaugha jaga.e phir

darvaza ghar ka us sag-e-duniya pe bheḌ tu

umr-e-ravan ka tausan-e-chalak is liye

tujh ko diya ki jald kare yaan se eḌ tu

avargi se ku-e-mohabbat ki haath uTha

ai ‘zauq’ ye uTha na sakega khakheḌ tu

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

adeem-hashmi

Jab Bayan Karoge Tum Hum Bayan Mein Niklenge

jaun-eliya

Ajnabi Sham

Aa Ke Ab Jangal Mein Ye Uqda Khula

poet

Ishq Ki Bimari Hai Jinko Dil Hi Dil Mein Galte Hain

Ishq Jab Manzil-E-aKHir Se Guzarta Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet