• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Reza Reza Tere Chehre Pe Bikharti Hui Sham

Reza Reza Tere Chehre Pe Bikharti Hui Sham

reza reza tire chehre pe bikharti hui shaam

qatra qatra miri palkon pe utarti hui shaam

lamha lamha mire hathon se sarakta hua din

aur aseb-zada dil men utarti hui shaam

sub.h ka ḳhvab magar ḳhvab ajab jan-leva

mere pahlu men sisakti hui marti hui shaam

saath sahil pe guzarte hue dekhi thi kabhi

yaad hai ab bhi samundar men utarti hui shaam

main bhi tanha huun to ye shaam bhi tanha tanha

ya.ani tanha.i men kuchh aur nikharti hui shaam

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Urdi-O-Dai Se Pare Sud-O-Ziyan Se Aage

asrarul-haq-majaz

Khana-Ba-dosh

Usko Takte Bhi Nahin the Pahle

abid-akhtar

Apni Kami Se Puchh Na Uski Kami Se Puchh

seema-sharma-meeruthi

Aasman Bhi Pukarta Hai Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet