• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Retili Kitni Hawa Hai Ird-Gird

Retili Kitni Hawa Hai Ird-Gird

poet

retili kitni hava hai ird-gird

har nazar ik aa.ina hai ird-gird

hasraton ki sarzamin ḳhunrez hai

ḳhvahishon ki karbala hai ird-gird

ik haqiqat hain miri tanha.iyan

ek ehsas-e-ḳhuda hai ird-gird

zindagi kachcha ghaḌa duniya chanab

tez-rau paani chala hai ird-gird

kya ḳhabar kab kaun jiina chhoḌ de

taak men kis ki qaza hai ird-gird

jitni buḌhi ho ga.iin sochen miri

utna ziyada bachpana hai ird-gird

dhuul hai bas dhuul ‘zishan’ char-samt

ek be-rasta disha hai ird-gard

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Tere Ghamon Se Ibarat Hai Ab Khushi Meri

Khincha Hua Hai Gardish-E-Aflak Ne Mujhe

Mana Ki Musht-E-KHak Se baDh Kar Nahin Hun Main

Sultan Baho

Sabit Sidaq Qadam Agere Tain Rabb Lubhiwe Hu

Namaz laDki Mohabbat KHuda Zaruri Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet