• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ret Ke Shanon Pe Shabnam Ki Nami Raat Gae

Ret Ke Shanon Pe Shabnam Ki Nami Raat Gae

ret ke shanon pe shabnam ki nami raat ga.e

aur kuchh tez hui tishna-labi raat ga.e

baam o dar jaag uThe shauq ne ankhen kholin

dil ki dahliz pe dastak si hui raat ga.e

mere siine men kisi aag ka jalna din bhar

us ke honTon pe vo halki si hansi raat ga.e

ik isi ḳhvab ne kya kya na tamasha dekha

niind ke haath men jaadu ki chhaḌi raat ga.e

fat.h paa.i hai sarabon pe mire ashkon ne

gham ne bandhi hai ka.i baar nadi raat ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raushni Rangon Mein simTa Hua Dhoka Hi Na Ho

neena-sahar

Phir Tere Reshmi Lab Mujhko Manane Aae

darshika-wasani

Budhape Ki Choti

aabid-adeeb

Safar Mein Aise Kai Marhale Bhi Aate Hain

aziz-bano-darab-wafa

Zindagi Ke Sare Mausam Aa Ke Rukhsat Ho Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet