• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rawana Wo Bhi Hua Hai Nae Safar Ke Liye

Rawana Wo Bhi Hua Hai Nae Safar Ke Liye

ravana vo bhi hua hai na.e safar ke liye

talash karni hai roTi mujhe bhi ghar ke liye

dikha.i deta hai suraj bhi kuchh pareshan sa

udaas main hi nahin huun kisi shajar ke liye

safar pe ja.un main asbab aur kya le kar

ki teri yaad hi kaafi hai rahguzar ke liye

bichhaḌte vaqt udasi ka rang tha jin par

nazar ne bose bahut aise bam-o-dar ke liye

ghubar kab hai khula hai rafaqaton ka gulab

hua nahin hai koi ḳhat hai be-ḳhabar ke liye

madina chhoḌa to kuufa hua nasib hamen

ki hijraten hi milin ham ko umr-bhar ke liye

sipah-e-sham hamen aftab kahti hai

bulandiyan hain sinan ki hamare sar ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Khoe Hue Sahra Tak Ai Baad-E-Saba Jaana

Kin Manzilon Mein Gardish-E-Lail-O-Nahaar Hai

muneer-niyazi

Jadugar

Jawani Mein Tabiat La-Ubaali Hoti Jati Hai

Ye Sunte Hi KHushi Se Hum Bhi Pichhe Aa Gae Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet