• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raushni Si Kabhi Kabhi Dil Mein

Raushni Si Kabhi Kabhi Dil Mein

raushni si kabhi kabhi dil men

manzil-e-be-nishan se aati hai

lauT kar nuur ki kiran jaise

safar-e-la-makan se aati hai

nau-e-insan hai gosh-bar-avaz

kya ḳhabar kis jahan se aati hai

apni fariyad bazgasht na ho

ik sada asman se aati hai

taḳhta-e-dar hai ki taḳhta-e-gul

bu-e-ḳhun gulistan se aati hai

dil se aati hai baat lab pe ‘hafiz’

baat dil men kahan se aati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chandni Tha Ki Ghazal Tha Ki Saba Tha Kya Tha

Ye Uski Marzi Ki Main Us Ka intiKHab Na Tha

jaun-eliya

Apne Sab Yar Kaam Kar Rahe Hain

Aah-O-Fariyaad Ka Asar Dekha

Gham-Ha-E-Mohabbat Ka Asar Dekh Raha Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet