• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raushni Ka Parda Hai Darmiyan Tere Mere Aur Pyar Jari Hai

Raushni Ka Parda Hai Darmiyan Tere Mere Aur Pyar Jari Hai

poet

raushni ka parda hai darmiyan tire mere aur pyaar jaari hai

pyaar men mohabbat men ham na ḳhud ko badlenge aisi apni yaari hai

haath men jo ankhen hain in pe hi faqat takiya kis qadar hai na-kafi

kuchh madad bhi li jaa.e dusron se auron se ye bhi hoshiyari hai

Dhang hai sama.at ka rang hai basarat ka be-tarah-o-be-ma.ani

nang ke liye dauḌen ham bhi saari duniya men ek jang jaari hai

surḳh lafz hain mere main bhi sher kahta huun aur jab sunata huun

koi bol uThta hai sher sher men tere ek gham-gusari hai

sar barahna shaḳhon par ek din vo aata hai aur gulab khilte hain

tajraba hai ye apna ham ne bhi yahan aḳhir zindagi guzari hai

aankh vaale savan men ek baat dekhi hai aur kah bhi duun tum se

tishnagi miTata hai dil ki tishnagi ka ye qudrati shikari hai

bujh rahi hain kyon ankhen saath mah-o-anjum ke kaun sa ye suraj hai

zindagi na chhin jaa.e aarzi si to ‘bedi’ zindagi hamari hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sainkaDon Sae Magar Ek Aashna Chehra Na Tha

poet

Jalwa-Gar Aaj Hai Wo Mehr-E-Munawwar Ki Tarah

Jab Le Ke Hatheli Par Hum Jaan Nikalte Hain

Masala Aaj Mere Ishq Ka Tu Hal Kar De

Dahan-E-Mehman Mein kanTe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet