• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kitne Aasan Raste Hote

Kitne Aasan Raste Hote

shabnam-shakeel

kitne asan raste hote

ham agar saath chal rahe hote

hoti unchi udaan apni bhi

par agar yuun na kat gae hote

khud se fursat hamen agar milti

aap ka saath de rahe hote

baat to kar ke dekhte baham

phir jo hote so faisle hote

baat karte agar sitaron se

shab ke ham-rah ratjage hote

aarzu thi ki ishq men ‘shabnam’

dil ke dhage kahin bandhe hote

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abu-bakr-abbad

Kai-Bhare Gumbad Ka Nauha

yasmeen-hameed

Musalsal Ek Hi Taswir Chashm-E-Tar Mein Rahi

akhtar-shirani

dil-E-Mahjur Ko Taskin Ka Saman Na Mila

nasir-kazmi

Hasil-E-Ishq Tera Husn-E-Pashiman Hi Sahi

Na Tirgi Ke Liye Hain Na Raushni Ke Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet