• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zard Ummid Ke Gul Hain Kali Murjhai Hai

Zard Ummid Ke Gul Hain Kali Murjhai Hai

zard ummid ke gul hain kali murjha.i hai

mere angan men kuchh is tarah bahar aa.i hai

sabr ki jiit hui zabt ka qad aur uTha

phir se ai zulm tire hisse men paspa.i hai

aadmi ishq vafa ahl-e-muravvat iman

ye na DhunDo ki jahan men baḌi mahnga.i hai

saari daulat hai yahi meri biza.at hai yahi

bas tiri yaad hai main huun miri tanha.i hai

gar tumhin ruuTh ga.e mujh se miri jan-e-ghazal

phir ghazal kuchh nahin be-vaqt ki shahna.i hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

pirzada-qasim

Khun Se Jab Jala diya Ek diya Bujha Hua

Ujala Jab Shab-E-Zulmat Par Utarta Hai

ye nahin baDh ke han na ho jae

akhtar-bastavi

Gyan Ki Chita

poet

Jab Ki Zulf Uski Gale Kha Bal Padi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet