• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raste Mein to KHatraat Ki Sun-Gun Bhi Bahut Hai

Raste Mein to KHatraat Ki Sun-Gun Bhi Bahut Hai

raste men to ḳhatrat ki sun-gun bhi bahut hai

manzil pe pahunchne ki hamen dhun bhi bahut hai

har shahr men taaza hai to bas zaḳhm-e-ta.assub

kuchh lazzat-e-nahaq ka ta.avun bhi bahut hai

kuchh hathon se kuchh maton se kalak nahin jaati

har chand ki bazar men sabun bhi bahut hai

vo haath tahaffuz ki alamat jise kahiye

mahsus ye hota hai vahi sun bhi bahut hai

ik jism ke manind hain ham log kahin hon

Thokar se ukhaḌta hai to naḳhun bhi bahut hai

ham sher kaha karte hain vijdan ke bal par

kuchh logon ko zo.am-e-fa.ilatun bhi bahut hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aftab-hussain

Qadam Qadam Pe Kisi Imtihan Ki Zad Mein Hai

poet

Ja Na Tu Hasrat-E-Didar Abhi Baqi Hai

poet

Hamari Aql-E-Be-Tadbir Par Tadbir Hansti Hai

Dast-E-KHirad Se Parda-Kushai Na Ho Saki

Ab to Ye Safar Apna Aasman Se Aage Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet