• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rahna Tum Chahe Jahan KHabron Mein Aate Rahna

Rahna Tum Chahe Jahan KHabron Mein Aate Rahna

rahna tum chahe jahan ḳhabron men aate rahna

ham ko ehsas-e-juda.i se bachate rahna

ḳhud-gazida huun baḌa zahr hai mere andar

is ka tiryaq hai raton ko jagate rahna

muddaton ba.ad jo dekhoge to Dar jaoge

apne ko aa.ina har roz dikhate rahna

ḳhud-farebi se hasin-tar nahin koi jazba

ḳhud jo rahna hai to ye dhoka bhi khate rahna

ye to ma.alum hai marne pe milegi ujrat

kar-e-fankar hai tasvir banate rahna

apni na-ahli pe qatil ko na taish aa jaa.e

ochhe zaḳhmon ko zara us se chhupate rahna

harne jitne se kuchh nahin hota ‘vamiq’

khel har saans pe hai daanv lagate rahna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akbar-allahabadi

Hasinon Ke Gale Se Lagti Hai Zanjir Sone Ki

poet

Suhulat Kam Pareshani Bahut Hai

poet

Har Tamasha Chand Lamhon Mein Purana Ho Gaya

Rang Hai Raushni Hai Murat Hai

Dil Badalne Se Na Aflak Badal Jaane Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet