• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raha Pesh-E-Nazar Hasrat Ka Bab Awwal Se aaKHir Tak

Raha Pesh-E-Nazar Hasrat Ka Bab Awwal Se aaKHir Tak

raha pesh-e-nazar hasrat ka baab avval se aḳhir tak

paḌhi kis ne mohabbat ki kitab avval se aḳhir tak

ishara tak na likkha koi us ne rabt-e-baham ka

bahut be-rabt hai ḳhat ka javab avval se aḳhir tak

mayassar ḳhaak hota zindagi men lutf-e-tanha.i

rahe do do farishte ham-rikab avval se aḳhir tak

ḳhushi men bhi mohabbat dushman-e-sabr-o-sakun nikli

raha dil men vahi ik iztirab avval se aḳhir tak

ghalat-koshi ki aadat ne asar paida kiya aisa

ghalat nikla gunahon ka hisab avval se aḳhir tak

mujhe le aa.i hai umr-e-ravan kin ḳharzaron men

hua hai chaak daman-e-shabab avval se aḳhir tak

majal-e-guftugu paa.i to ab kyuun mohr-bar-lab hai

suna de o dil-e-ghaflat-ma.ab avval se aḳhir tak

andhere men talash-e-dil agar hoti to kya hoti

shab-e-tarik tha daur-e-shabab avval se aḳhir tak

dahan-e-zaḳhm se bhi ‘josh’ hal-e-dil suna dekha

namak-pashi hi tha un ka javab avval se aḳhir tak

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Aae Lab Pe to Kaghaz Pe Likh Diya Jae

Badan Sundar Sajal Mukh Par Sinhapa

Bujhe Agar Badan Ke Kuchh Charagh Tere Hijr Mein

ahmad-nadeem-qasmi

Gali Ke Mod Pe Bachchon Ke Ek Jamghat Mein

parveen-fana-syed

Ba-Zahir Ye Jo Begane Bahut Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet