• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Nahin Pahlu Mein Dard-E-Dil Nahin

Dil Nahin Pahlu Mein Dard-E-Dil Nahin

dil nahin pahlu men dard-e-dil nahin

aah ab jiine ka kuchh hasil nahin

sard hai hangama-e-bazm-e-jahan

main nahin to garmi-e-mahfil nahin

aarzu jab thi hazaron the harif

ab koi bhi gham-gusar-e-dil nahin

ai nigah-e-shauq tu dhoka na de

vo to hai hadd-e-nazar sahil nahin

‘raz’ mil jaati hai fikron se najat

sha.iri ka aur kuchh hasil nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chalte Chalte Rah Mein Aisa Bhi Kar Jate Hain Hum

asrarul-haq-majaz

Aawara

Ye Jo Rishta Hai Mera miTTi Se

Sufi

Wo Jo Har Rah Ke Har Mod Par Mil Jata Hai

Chalo Chal Kar Wahin Par baiThte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet