• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rah Pur-Khaar Hai Kya Hona Hai

Rah Pur-Khaar Hai Kya Hona Hai

akhtar-imam-rizvi

raah pur-ḳhar hai kya hona hai

paanv afgar hai kya hona hai

kaam zindan ke kiye aur hamen

shauq-e-gulzar hai kya hona hai

jaan halkan hui jaati hai

baar sa baar hai kya hona hai

paar jaana hai nahin milti naav

zor par dhaar hai kya hona hai

raushni ki hamen aadat aur ghar

tira-o-tar hai kya hona hai

beach men aag ka dariya haael

qasd us paar hai kya hona hai

saath valon ne yahin chhoḌ diya

be-kasi yaar hai kya hona hai

aḳhiri diid hai aao mil len

ranj be-kar hai kya hona hai

dil hamen tum se lagana hi na tha

ab safar baar hai kya hona hai

kyuun ‘raza’ kuḌhte ho hanste uTTho

jab vo ghaffar hai kya hona hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

darshika-wasani

Kash

Jo Maut Hai Zindagi Ke Pichhe to Maut Ke Pichhe Zindagi Kyon

Gareban Chaak Karne Se Hamein Fursat Bhi Milti Hai

Misr Firaun Ki Tahwil Mein Aaya Hua Hai

Dil Ke Waraq-E-Sada Pe Kuchh Rang Ubhaaren

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet