• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kal Jinhen Zindagi Thi Ras Bahut

Kal Jinhen Zindagi Thi Ras Bahut

nasir-kazmi

kal jinhen zindagi thi raas bahut

aaj dekha unhen udaas bahut

raftagan ka nishan nahin milta

ik rahi hai zamin ghaas bahut

kyuun na rouun tiri judai men

din guzare hain tere paas bahut

chhanv mil jaae daman-e-gul ki

hai gharibi men ye libas bahut

vadi-e-dil men paanv dekh ke rakh

hai yahan dard ki ugaas bahut

sukhe patton ko dekh kar ‘nasir’

yaad aati hai gul ki baas bahut

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Teri Be-ruKHi Meri Maut Thi Hua Iltifat Kabhi Kabhi

Ishq Ki Duniya Mein Ek Hangama Barpa Kar Diya

Aql Jis Pahlu Se Chahe Zist Samjhae Ise

poet

Rah Mein Surat-E-Naqsh-E-Kaf-E-Pa Rahta Hun

Jab Ki Sari Kaenat Uski Nigahbani Mein Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet