• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Mein Tere Jangal Bhi Ghar Lagte Hain

Ishq Mein Tere Jangal Bhi Ghar Lagte Hain

ishq men tere jangal bhi ghar lagte hain

kanTe aur babul sanobar lagte hain

bhor-bha.e akash se suraj jaage to

chand sitare kitne be-ghar lagte hain

chehre ko chehre se Dhanpe phirte log

bolte hain to lahje banjar lagte hain

ḳhushiyon ke bazar men gham bhi bikte hain

aur gham ke bazar to akasr lagte hain

ḳhuun ke rishte mol bike bazaron men

man-ja.e bhi ab to patthar lagte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tu Hai Waisa Hi Hu-Ba-Hu Yara

Shab-E-Daraaz Tujhe Kuchh KHabar Gai Ki Nahin

Hai Sham Udas Aziyyat Dua Namaz Aur Ishq

kishwar-naheed

Gadhe Ne Bajai Bansuri

Wo Dil Nasib Hua Jis Ko Dagh Bhi Na Mila

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet