• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Haqiqat Se Zaban Aagah Kar Le

Haqiqat Se Zaban Aagah Kar Le

poet

haqiqat se zaban agah kar le

ye ism-e-allah bismillah kar le

dhun se duur kar qufl dui ko

zaban miftah-e-il-lallah kar le

kudurat dil se kho lahv-o-laab ki

saadat se safa hai raah kar le

mubarakbad aish-o-jah-o-daulat

hazuz-e-umr khatir-khvah kar le

kahan fursat zaman-e-kashmakash men

munasib hai abhi kuchh raah kar le

jise dekha na dekh us ko kabhi tu

na dekha jis ko us ki chaah kar le

sakha himmat muravvat hain tire paas

koi hamrah tu hamrah kar le

bhulava hai tilism-e-zindagani

vida-e-hubb-e-uzv-e-jah kar le

‘nasim’-dehlavi ye aarzu hai

kahin apna mujhe allah kar le

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Parinde Bhi Sath Laya Tha

nazeer-akbarabadi

Baithe Hain Ab To Hum Bhi Bologe Tum Na Jab Tak

Ye Daur-E-Kam-Nazaran Hai to Phir Sila Kaisa

poet

Dikhai Denge Jo Gul Mez Par Qarine Se

poet

Koi Markaz Se Alag Hai Koi Mehwar Se Alag

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet