• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rah Mein Surat-E-Naqsh-E-Kaf-E-Pa Rahta Hun

Rah Mein Surat-E-Naqsh-E-Kaf-E-Pa Rahta Hun

poet

raah men surat-e-naqsh-e-kaf-e-pa rahta huun

har ghadi banne bigadne ko pada rahta huun

umr-e-rafta na kabhi aae manane ke liye

muddaten guzrin ki jiine se khafa rahta huun

sifat-e-kina mira ghar hai falak ke dil men

girah-e-dushman-e-khatir men bandha rahta huun

fitna-e-hashr ye kahta hai mujhe puchhe kaun

daman-e-yar ke gosha men pada rahta huun

qaid huun par sitam-e-ghaflat-e-jauhar se ‘munir’

ghussa ban kar dil-e-zindan men bhara rahta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Safar Se Mujhko Bad-Dil Kar Raha Tha

Sahra Ko Dariya Samjha Tha

Phir Kabhi lauT Kar Na Aaenge

Alam Ka Bojh uThae Safar Mein Rahta Hai

poet

Qurb Hai Wasl Mayassar Nahin Hone Pata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet